hindiword2

Thursday, June 13, 2019

mobile me virus kyon aate hai aur isse kaise bachen


Mobile mein Virus kyon Aate hai aur ise Kaise Bachen

By:- ashish kumar -june13-2019
6
Android mobile mein virus ane ke kaee trike ho skte hai lekin me aapko kuch yese important tarike batane bala hu jiske karn hmare mobile phone me viruses aata hai aur Mobile Hang hone lagta hai. mobile mese virus ko kaise htay aaiye jante hai.

. App Permissions

kaee bar hmare phone me app permission ke vajhase virus aajate hai aur hme ptabhi nhi chlta.
aapne dekha hoga ki jabbhi aap koi aap playstore ya kisibhi website se app ko download krte ho aur open krte ho to yese me wh app aapse permission magta hai wh permissions hote hai camera, contents, location, storage in sari chijo ka permissions magte hai taki wh istmal kr ske.
aap in sari chijo ko allow kr dete ho us app ka aapki mobile ka pura control hota hai.
ab yese me wh app aapke mobile storage me kisibhi prkar ka virus dal skta hai aur hmare mobile me aasani se virus aajata hai aur aapke contenst ko bhi dekh skta hai aur aapke location bhi jan skta hai.
aagr aapko lgta hai ki yh app bhrose ke layk nhi hai to aap us app ko permission allow mt kijiy agr aapne us app ka permission allow kr diya to aap aasani se settings me jake bnd kr skte hai.

App ki Permission bnd kre

sbse phle aap settings pr jay aur application pr click kre aur jisbhi aap ka permission bnd krna chahte hai us app pr click kre phir permission pr click kre aur kisi bhi permission ko bnd krna chahte hai use bnd kr dijiye

2. App INSTALL

playstore ke alawa kisi bhi website se app ko download kr lete hai yese me us app me virus ho skta hai isiliye aap playstore sehi app download kre yesa isliye kyuki playstore ke kisibhi app me virus ho to palystore use app ko ban kr deta hai.

3. installing hack modified app

hack app games modified app ko download na kre ismebhi virus hota hai aur aapka mobile hack bhi hoskta hai.

4. Rooting Your mobile

aap aapne mobile ko Root krte ho to aapka mobile ka surkjha khtm ho jaiga aur yese me aapka mobile koi bhi hack kr skta hai aur virus aane ka kabhi chans br jate hai isi liye aap apne mobile ko root na kre

5. Suspicious Link

aksr hme message E-mail aate hai aur hme kha jata hai ki is link pr click kijiy ya phir ham kisi website pr jate hai kuch download krne ke liye aur wha kisi link pr click krte hai to automatic ham kisi yese website me chle jate hai jha automatically mobile app download ho jata he aue hme pta bhi nhi chlta aur yese suspicious link pr hme click nhi krna chahiye iski wjhase hmare mobile me virus aajate hai aur hme pta bhi nhi chlta to yese suspicious link pr click nhi krna chahiye
ab aap jan gye hoge ki virus hmare phone me kaise aate hai, agar aapke mobile me virus aagya hai to ab ham janege ki virus ko aapne mobile se kaise htaye.

6. Use Antivirus App

aap virus ko delete krne ke liye Antivirus ka istmal kr skte hai antivirus hmare mobile me virus ko aane nhi deta aur hmare phone ke surkchh ke liye bhot jruri hota hai aagr aap paid wala Antivirus use krte hoto,
agr aap paid Antivirus nhi khrid skte to free wala Antivirus bhi yek bar use krke dekh skte ho

free Antivirus app

ye Antivirus app aapko playstore me mil jayega aap in mese koi bhi yek app download krke mobile ke virus ko delet kr skte hai.
  • Cm Security
  • 360 Security-antivirus Boost
  • Kaspersky Antivirus & Security
  • Remove Unknown App
  • Use Cleaner App
aap in mese koi bhi yek app ko download krke viru ko hta skte hai.
umid hai ki aap jan gye hoge ki virus hmare mobile me kaiye aate hai aur ko delet kaise krte hai agr aapko achha lga app is post ko dosto ko bhi share kigiye.https://hindiword2.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment